DONATION

Ek Kadam Naari ki Swachhata ki Aur

Aur ek Kadam Baccho ki Shiksha ki aur

Hum Aaj bhi us Desh me rehte hain jaha aaj bhi Menstruation Cycle ( Periods ) par log baat karne se jhijhakte hain aur unhi Mahilao ko Periods me Asvachchh maan kar kisi shubh karya me bhagidar ni banaya jata …
The Helping Hands Trust ne Badhaya ek Kadam Naari Swachchta ki Aur
Trust ki Founder Mrs. Dev kumari ji ne kaha Jo log Apne bachcho ki education ke liye aur unki basic needs ke liye Earn nahi kar pate wo log Sanitary Pad ke liye paise kaha se layenge.

Isliye The Helping Hands Trust ne 30-04-2022 (Saturday) ko ek chhoti si activity ka aayojan kiya hai jisme

1 Sanitary Pads
2 School-Bags🎒
3 notebooks 📚
4 Pen- pencil ✏️🖋️
5 Frooty
6 some kinds of fruits 🍎🍏

Slums and Jhuggi-Jhopri Areas me Distribute kiya jayega

The Helping Hands Trust ka Aim 1000 Mahilao aur unke baccho ko ye Seva Pardan karne ka ha

Regards – The Helping Hands Trust Team

There are no secrets to success. It is the result of preparation, hard work, and learning failure. – OLIVER SANDERO